Maujuda ke Daur ke Ghair Muqallideen Naam Nihaad La-Madhab Munkirine Fiqa Firqa e Ahle Hadees yeh waswasah daalte hai ke Tahajjud aur taraveh yeh dono ek hi namaz ke alag alag naam hai.
…
Jab ke haqiqat ke aaine me unka yeh qiyaal bilkul baatil hai aur kyunke nabi e karim SAW , Sahaba Ikraam Rdh. , Tabien e izaam aur Ummat ke Salaf o Saleheen se Taraveh ke baad tahajjud padhna Saheeh hadeeso se saabit hai.aur isi par 4 maazahib e arba ka ittefaaq wa ijma hai.
…
Taraveh ki Tareef :
…
Hafiz Ibn Hajar Asqalaani Rh. Farmaate hai :
…
Jo namaz jamaat ke saat ramzaan ki raato me padhi jaati hai uska naam taraveh hai. (Fathul Baari : 178/4)
…
Tahajjud ki Tareef :
…
Tahajjud wo namaz hai jo (Raat ki ) neend ke baad padhi jaati hai. (Sharah Zaad ul Mustaqni Lil Shanqeeti :Jild 53: Safa 8)
…
Tahajjud aur Taraveh me Zahiri Farq :
…
1.tahajjud quraan se saabit hai.(Sureh Bani Israel : Ayat 79 ) Lekin Taraveh Sunnat e Rasool se Saabit hai.
…
2. Tahajjud Makkah Mukkaramah me Shuru Huwi Jabke Taraveh Madine Munawwarah me Shuru Huwi hai.
…
3. Tahajjud Farz thi Lekin Baad me Uski Farziyat Mansooq Hogayi Jaisa ke Ibn Hishaam Rh. ne Iski wazaahat ki hai.(Abu Dawud : Jild 1 : Safa 189) Lekin Taraveh Sunnat hai.
…
4. Tahajjud Aap SAW par Farz thi.(Zurqaani Sharah Muwatta Imam Malik Rh. : Jild 1 : Safa 311) Magar Taraveh Aap SAW par Farz na Thi.
…
5. Tahajjud Sunnat e Ghair Mokida hai aur Taraveh Sunnat e Mokida hai.
…
6. Taraveh me Jamaat Sunnat e Mokida Kifaaya hai Lekin Tahajjud me Yeh Shart Zaruri nahi hai.
…
Barhaal Yeh chand Tahajjud aur Taraveh me Zahiri Farq the.
…
TAHAJJUD AUR TARAWEH ME FARQ par Dalail:
…
Rasoolullah SAW Ka Taraveh Ke Baad Tahajjud Padhna :
…
1. Hazrat Anas Rdh. Farmaate Hai Ke Rasoolullah SAW (Ek Raat) Ramzaan Ul Mubarak Me Namaz E (Taraveh) Padhrahe The , Mai Aaya Aur Aapke Pahelu Me Khada Hogaya , Ek Dusre Sahabi Rdh. Tashreef Laaye Wo Bhi Isi Tarah Khade Hogaye Yaha Tak Ke Hamari Ek Jamaat Ban Gayi.Nabi E Karim SAW Ne Jab Yeh Mehsoos Farmaaya Ke Hum Aap SAW Ke Peeche Khade Hogaye Yaha Tak Aap SAW Ne Namaz Ko Muqtasar Karke Khatam Kardiya Aur Apne Hujre Me Tashreef Legaaye Aur Waha Aap SAW Ne Wo Namaz (Tahajjud) Padhi Jo Hamare Paas Nahi Padhi Thi. (Saheeh Muslim : Jild 1 : 352 )

Ab Zaahir Hai Ke Jo Namaz Aap SAW Ne Sahaba Ikraam Rdh. Ko Padhaayi Wo Namaz E Taraveh Thi Aur Jo Apne Hujre Me Jaa Kar Padhi Wo Namaz E Tahajjud Thi.Kyunke Aap SAW Ki Namaz E Tahajjud Hamesha Apne Hujre Me Padhte The.Chunaanche Hazrat Ayesha Rdh. Se Riwayat Hai Ke Aap Rdh. Farmaati Hai : Rasoolullah SAW Raat Ki Namaz Apne Hujre Me Padha Karte The. (Bukhari : Jild 1 : Safa 101)
…
Aur Hazrat Anas Rdh. Ke Alfaaz “Apne Hujre Me Tashreef Legaaye Aur Waha Aap SAW Ne Wo Namaz (Tahajjud) Padhi Jo Hamare Paas Nahi Padhi Thi.” Me Saraahat Hai Ke Allah Ke Nabi SAW Ne Jo Namaz Sahaba Rdh. Ko Padhaai Wo Namaz E Taraveh Hai Aur Jo Namaz Apne Hujre Me Padhi Wo Namaz E Tahajjud Hai.
…
2. Ameer Ul Momineen Hazrat Umar Rdh. Bhi Taraveh Aur Tahajjud Ko Alag Alag Namaz Samajhte The :
…
Chunaanche Aap Rdh. Ne Taraveh Ki Jamaat Ko Dekhkar Logo Se Farmaaya : Wo Namaz Jisse Tum Sojaate Ho(Yaani Tahajjud) Wo Us Namaz Se Afzal Hai Jisko Tum Qayaam Kar Rahe Ho(Yaani Taraveh).(Bukhari : Jild 1 : Safa 299)

Taraveh Ke Baad Tahajjud Ki Targheeb Dena Is Baat Ki Daleel Hai Ke Hazrat Umar Rdh. Bhi Tahajjud Aur Taraveh Ko Alag Alag Namaze Samajhte Hai.
…
3. Sahabi E Rasool Hazrat Talq Bin Ali Rdh. Ka Taraveh Ke Baad Tahajjud Padhna :
…
Hazrat Talq Bin Ali Rdh. Ke Saaheb Saade Hazrat Qais Bin Talq Apne Waalid Ka Qissa Bayaan Karte Hai : Hazrat Qais Bin Talq Rdh. Farmaate Hai Ke (Hamare Waalid) Hazrat Talq Rdh. Bin Ali Ramzaan Ul Mubarak Me Ek Din Hamaare Paas Mulaaqaat Ke Liye Tashreef Laaye Aur Sham Tak Hamare Hi Paas Rahe Aur Yahi Rooza Iftaar Kiya.Phir Aap Rdh. Usi Raat Hume Namaz(E Taraveh ) Padhaayi Aur Witr Bhi Padhaayi , Phir Apni Masjid Ki Taraf Gaaye Aur Apne Saathiyo Ko Namaz (E Tahajjud) Padhaayi Yaha Tak Ke Witr Baaqi Reh Gaye Toh Aapne Ek Saathi Ko Aage Kardiya Aur Farmaaya : Tum Apne Saathiyo Ko Witr Padhaao Kyunke Maine Rasoolullah SAW Ko Yeh Farmaate Huwe Suna Tha Ke Ek Raat Me 2 Witr Padhna Jayez Nahi.(Sunan E Abi Dawud : Jild 1 Safa 310, Nasai : Jild 1 : Safa 119 )

Ab Is Asar Se Saaf Zahir Hai Ke Hazrat Talq Bin Ali Rdh. Ne Taraveh Ke Baad Tahajjud Padhi.
…
4. Imam E Azam Abu Hanifa Rh. Bhi Taraveh Ke Baad Tahajjud Padhte The:
…
Imam Abu Yusuf Rh. Ne Farmaaya : Ke Imam E Azam Abu Hanifa Rh. Har Raat Aur Din Ek Quraan E Kareem Ka Ek Karte The Lekin Ramzaan Aur Eid Me Quraan E Karim Ke 62 Khatam Karte.(Ramzaan E Shareef Me Ek Ko , Ek Raat Ko Aur Ek Pure Mahine Ki Taraveh Me Khatam Karte Aur Ek Eid Ke Din Khatam Karte).
…
(Al Khairaat Ul Hisaan : Safa 85 )
…
(Uqdul Jumaan : Safa 313 )
…
( Manaaqib Maufiq : Jild 1 : Safa 235 )
…
( Manaaqib Kurdi : Jild 1 : Safa 241,244)
…
( Akhbaar Abi Hanifa Wa Ashaabi : Safa 41)
…
(Manaaqib Maufiq Ba-Riwaayat E Imam Yahiya Bin Maeen : Safa 230)
…
Isi Tarah Ki Riwayat Ali Bin Sadaayi Rh. Se Bhi Manqool Hai. Dekhiye ( Manaaqib Maufiq : Jild 1 : Safa 232)
…
Ek Aur Riwayaat Shadaad Muhaddis Rh. Ne Abu Jafar Raazi Rh. Se Riwayat Ki Hai Jiske Bare Me Imam Zufar Rh. Ne Farmaaya : Abu Jafar Ne Sach Kaha.

( Manaaqib Maufiq : Jild 1 : Safa 243 )
…
(Manaaqib Kurdi : Jild 1 : Safa 245)
…
Jiski Wazaahat Imam Ibn Himaam Rh Ne Ki Hai Ke Imam Abu Hanifa Rh. Maah E Ramzaan Me 61 Quraan Khatam Karte The Ek Din Ko , Ek Raat Ko , Aur Ek Mukammal Taraveh Me.(Fathul Qadeer : Jild 1 : Safa : 409)
…
Isse Maloom Huwa Ke Hazrat Imam Abu Hanifa Rh. Taraveh Ke Alaawa Bhi Raat Ko Ek Quraan Khatm Karte The. Jabke Imam E Azam Abu Hanifa Rh. Aam Dino Me Ek Rakaat Me Mukammal Quraan Padhte The.
…
(Dafyaat : Jild 5 : Safa 413 )
…
(Uqdul Jumaan : 221)
…
(Maufiq : Safa 207 )
…
Aur Tareekh Ki Yeh Mashoor Haqiqat Hai Ke Imam E Azam Abu Hanifa Rh. Raat Ko 1000 Rakaat Padha Karte The. Toh Jab Imam E Azam Rh. Aam Dino Me Itni Namaaze Padhte The Toh Ramzaan Me Toh Ba-Tareeq Awlaa Nawafil Tahajjud Bhi Padhte Hoge (jisme inhone Yeh ek Quraan e Kareem Mukammal Kiya hoga).
…
5. Hazrat Saeed Bin Jubair Rh. Bhi Taraveh Ke Baad Tahajjud Padhte The:
…
Hazrat Wirqaah Rh. kehte hai ke Hazrat Saeed Bin Jubair Rh. Ramzaan ul Mubarak me Hume Imaamat Karaate aur Akhiri Ashre me 7 Tarweeha (20 rakaat Taraveh , 4 Farz aur 4 Rakaat Tahajjud) padhaate.(Qiyaal ul Lail Lil Maroozi : 158)
…
6. Imam Malik Rh. , Imam Abu Muhammed Rh. Aur Shaik Abul Hasan Ziyaat Bhi Taraveh Ke Baad Tahajjud Padhte The :
…
Fiqh E Maliki Ke Mashoor Muhaqiq Alama Muhammed Bin Abdri Rh. Ne Naql Kiya Hai Ke Imam E Daarul Hijraah Hazrat Imam Malik Rh. , Imam Abu Muhammed Rh. Aur Shaik Abul Hasan Ziyaat Rh. Bhi Taraveh Ke Baad Tahajjud Padhaa Karte The.( Al Mudkhal Laa Ibnul Haaj : Jild 2 : Safa 299)
…
7. Imam Ul Muhaddiseen Hazrat Imam Bukhari Rh. Bhi Taraveh Ke Baad Tahajjud Padhte The:
…
Jab Maah E Ramzaan Ki Pehli Raat Hoti Toh Imam Bukhari Rh. Ke Paas Unke Dost Wa Ahbaab Jaama Hojaate So Woh Unko Namaz E Taraveh Padhaate Aur Har Rakaat Me 20 Aayat Tilawat Karte .Isi Tarah Puraa Quraan Khatam Karte ,Phir Sehri Ke Waqt Namaz E Tahajjud Me Nisf Se Saalis Quraan Tak Padhte Aur Har Teesri Raat Sehar Ke Waqt Khatam Karte. (Hadi Us Saari Muqaddama Fath Ul Baari : Safa 666)

8. Imam Abu Muhammed Asfahaani Rh. Bhi Taraveh Ke Baad Tahajjud Padhte The:
…
Imam Abu Muhammed Abdullah Bin Muhammed Asfahaani Rh. Ke Bare Me Manqool Hai Ke Wo Pure Ramzaan Me Logo Ko Namaz Taraveh Padhaa Karte The Aur Har Rooz Jab Taraveh Se Faarigh Hojaate Toh Masjid Me Hi Namaz E Tahajjud Padhte The.(Tareekh E Baghdaad : Jild 10 : 143)
…
9. Hazrat Abdur Rehmaan Aswad Rh. Bhi Taraveh Ke Baad Tahajjud Padhte The:
…
Hazrat Abdur Rehmaan Aswad Ramzaan me 40 Rakaate(4 Farz , 20 Rakaat Taraveh , 2 Tarwiho ke darmiyaan 4 -4 rakaat nafil jo 16 banti hai ) aur 7 Witr (4 Rakaat Tahajjud aur 3 Witr ) Padhaate the. (Musannaf Ibn Abi Shaiba : Jild 2 : Safa 285)
…
4 Rakaat Tahajjud aur 3 Witr ke Majmua ko 7 Witr kaha gaya hai.
…
10. Hazrat Umar Bin Abdul Aziz Rh. ke Zamaane me bhi Log Taraveh Ke Baad Tahajjud Padhte The:
…
Hazrat umar bin abdul aziz rh. ke zamaane me log 15 salaamo( 20 rakaat taraveh ke 10 salaam , 8 rakaat taraveh ke 4 salaam aur ek salaam baad witr) ke saat raat ko qiyaam karte the. (Qiyaal ul Lail Lil Maroozi : 158)
…
11. Hazrat Abdur Rehmaan Bin Abi Bakr Rh., Saad Bin Abul Hasan rh. aur Imraan Al Abdi Rh. ka Logo ko Taraveh Ke Baad Tahajjud Padhaana:
…
Hazrat Abdur Rehmaan Bin Abi Bakr Rh., Saad Bin Abul Hasan rh. aur Imraan Al Abdi Rh. ka Logo ko aakhri Ashre me 6 Tariweehein (20 rakaat taraveh ke baad 4 rakaat tahajjud ) padhaate the.

(Qiyaal ul Lail Lil Maroozi : 158)
…
12. Hazrat Zaraarah Bin Aaufa Rh. ka Logo ko Taraveh Ke Baad Tahajjud Padhaana:
…
Hazrat Zaraarah Bin Aaufa Rh. Ahle Muhallah me Ramzaan me 6 Tarawihae Padhaate ( 20 Rakaat Taraveh aur 4 Rakaat Nawafil e Tahajjud) aur Jab Aakhiri Ashra Shuru Hojaata toh Har Raat 7 Taravihae (20 Rakaat Taraveh aur 8 Rakaat Nawafil e Tahajjud) Padhaate. (Qiyaal ul Lail Lil Maroozi : 158)
…
13. Isi Tarah Muhammed Bin Sireen Rh. se Riwayat hai ke Ramzaan ul Mubarak me Taraveh ke baad tahajjud padhaai jaati thi. (Qiyaal ul Lail Lil Maroozi : 158)
…
14. Aur Hazrat Saaleh Mauli Rh. Bhi Yahi Kehte hai. (Qiyaal ul Lail Lil Maroozi : 158)
…
15. Hazrat Allama Shahab Uddin Rh. Ka Irshaad :
…
Allama Shahab Uddin Rh. Apni Kitab Umdatu Saalik Safha 60 Par Likhte Hain:
“Aur Mandoob Hai Taraweeh Aur Wo Ramazan Ki Har Raat Me 20 Rakaat Hai Jamat Ke Sath Aur Har 2 Rakaat Ke Baad Salaam Phera Jayega, Aur Uske Baad Witr Padhi Jayegi Jamat Ke Sath Magar Jo Tahajjud Padhega Wo Usko Muakhkhar Karega(Witr Ko Tahajjud Ke Bad Padhega).

16. Ek Daleel Yeh bhi hai ke Tamaam Aimma e Hadees ne Taraveh ka Baab Alag Bandha hai aur Tahajjud ka Baab Alag Bandha hai.Masalan:
…
Imam Bukhari Rh. ne Apni Saheeh Bukhari me
Imam Muslim Rh. ne Apni Saheeh Muslim me
Imam Tirimizi Rh. ne Apni Sunan me
Imam Abu Dawud Rh. ne Apni Sunan me
Imam Ibn Majah Rh. ne Apni Sunan me
Imam Nasail Rh. ne Apni Sunan me
Imam Malik Rh. ne Apni Muwatta me
Imam Muhammed Rh. ne Apni Muwatta me
Imam Abdur Razzak Rh. ne Apni Musannif me
Imam Abi Shaiba Rh. ne Apni Musannif me
Imam Behaiqi Rh. ne apni Musannif me
Imam Dariqutni Rh. ne Apni Sunan me
Imam Baghwi Rh. ne Apni Maseebih me
Imam Khateeb tabreezi Rh. ne Apni Mishkaat me
Imam e Azam Abu Hanifa Rh. ne Apni Kitaab ul Asaar me
Imam Khuwaarizami Rh. ne Musnad e Imam E Azam Rh. me
Imam Ibn Maroozi Rh. ne Qiyaal ul Lail
Imam Ibn Taimiya Rh. ne Musqiul Akhbaar me
Imam Ibn Hajar Asqalaani Rh. ne Buloogh ul Mehraam me
Imam Ibn Hibban ne Saheeh Ibn Hibban me
Wagaira Muhaddiseen ne Tahajjud ka Baab Alag Bandha hai aur Taraveh ka Alag Isse Saaf Zaahir hota hai ke Unke nazdeek yeh dono namaaze alag alag namaaze hai.
…
17. Aimma e Hadees ki Tarah Fuqaaha e ikraam ke Tamaam Maakitab e Fikr Bhi Tahajjud aur Taraaveh me Alag Alag Maante hai
…
Hambali Fiqh :
…
Maslak e Hambali ke Tarjumaan Hazrat Imam Ibn Qudaama Rh. ki Shaadat :
Ibne Qudama Maqdasi Rah Fiqh e Hambali ki Mashoor Kitab Al Muqnii Ke Safhe 34 Par Likhte Hain:
…
“Phir Taraweeh Hai Aur Wo 20 Rakat Hai,Is Ko Ramazan Me Ba Jamaat Padhe Aur Uske Baad Bajamaat Witr Padhe Aur Agar Wo Tahajjud Bhi Padhta Ho To Witr Taraweeh Ke Baad Nahi Balke Tahajjud Ke Baad Padhe”

Isse Saaf Zahir Huwa ke Hambali Maslak me Taraweeh 20 Rakat Hai Aur Taraweeh Aur Tahajjud 2 Alag Namazen Hain.
…
Maliki Fiqh :
…
Hazrat Alama Ibn Rushd Maaliki Rh. ka Irshaad :
…
Alama Ibn Rushd Maaliki Farmaate hai ke Awwal Raat me Taraaveh me Padhkar Phir kuch Neend Karke Iske Baad Tahajjud Padhi Jaaye ke Taraveh se Tahajjud ke Fazilat Haasil Nahi Hoti.

(Al Bidaayatul Mujtahid : Jild 1 : Safa 178)
…
Shafii Fiqh :
…
Hazrat Shaarih Bahoori Shafii Rh. Likhte hai: aur Rasoolullah SAW ki Ramzaan me Namaz Kaisi Hoti thi Yaani Ramzaan ki Raato me Tahajjud ke Waqt ki Jo Namaz e Taraveh ke Alaawa thi Jisko Rasoolullah SAW Ishaa ke Baad Padhte the.

(Bahoori Sharah Shamail e Tirmizi : 143)
…
4 Mazaahib ka Ijma hai ke Tahajjud aur Taraveh Alag Alag Namaaze hai :
…
19. Al Fiqha al Islaami Waadaltaah (jisme Mazaahib e Arba ke Masail Jama’a hai ) me Hai :
…
Agar Taraveh ke Baad Akheer Raat me Tahajjud Ka Mamool ho toh Mustahab hai ke witr tahajjud ke baad padhe aur agar taraveh ke baad tahajjud ka mamool na ho toh taraveh ke baad jamaat ke saat padhe taake isko jamaat ki fazilat haasil hojaaye.

(Al Fiqha al Islaami Waadaltaah : Jild 2 : Safa 75 )
…
20. Ahle Sunnat Wal Jamaat ke Alaawa ke Ghair Maslak ke Ghair Muqallideen ke Ulama Bhi Tahajjud aur Taraveh Ko Alag Alag Maante hai.
…
Darj e Zail Ulama e Ghair Muqallideen Is Baat ke Qaayal hai.
…
Maulana Nazeer Hussain Dehalwi Rh. (Al Hayaat Badal Mamaat : 138)
Shaik Ul Islaam Maulana Sanaullah Amritsari Rh. ( Fataawa Sanaaiya : Jild 1 : Safa 682 )
Ghair Muqallid Khwaja Muhammed Qaasim. (Haiyya Alas Salaah : 39)
Iske Fatawa e Ulama e Hadees me Bhi Yahi Likha Huwa hai (Dekhiye : Fatawa e Ulama e Hadees : 281/6)
…
21. Shaik Abdul Qadar Jilaani Rh. Farmaate hai : Taraveh ke Baad Tahajjud Padhne ke bare me 2 qaul hai.ek yeh ke taraveh ke baad kuch neend karke phir utkar tahajjud padhi jaaye.dusra yeh qaul hai ke taraveh ke baad be-ghair neend kiye.

(Ghaniyatut Taalibeen Tab’a Berut : safa 269 , Tab’a Misr : Jild 2 : Safa :17)
…
Dono Qaul se Saaf Zaahir huwa ke Shaik Rh. ke Qareeb bhi Tahajjud aur Taraveh Alag Alag Namaaze hai.
…
22. Alama Hamd Bin Abdullah al Hamd Rh. Likhte hai : Yaani Saeeb Bin Yazeed Rdh. ki 20 aur 11 rakaat waali dono hadeeso ke darmiyaan tatbeeq yeh hai ke sahaba ikraam rdh. ramzaan ke aakhiri ashre me 20 rakaat taraveh ke baad 11 rakaat tahajjud padhte the aur tulu e fajr ke qareeb namaz se faaregh hote.(Sharah Zaad ul Mustaqna Lil Hamd : Jild 7 : Safa 24)
…
23. Hazrat Alama Shanqeeti Rh. Farmaate hai :
…
Tahajjud ka Qiyaam Taraaveh ke Qiyaam se Afzal hai. .(Sharah Zaad ul Mustaqna Lil Shanqeet: Jild 53 : Safa 10)
…
Aage Likha hai : Daraasal Namaz e Taraveh Raat ke awwal Hissa ka Qiyaam hai aur namaz e tahajjud raat ke akheer hisse ka qiyaam hai aur dono qiyaamo ke darmiyaan bahut farq hai.

(Sharah Zaad ul Mustaqna Lil Shanqeet: Jild 53 : Safa 10)
…
Ek aur Jagah Witr ka Masla Bayaan karte huwe Likha Hai : ke Baaz Ulama ne Kaha hai ke Taraveh aur Tahajjud ke Baad Witr Padhe aur Baaz ne Kaha ke Taraveh ke Baad Witr Padhe Tahajjud ke Baad na Padhe.

(Sharah Zaad ul Mustaqna Lil Shanqeet: Jild 53 : Safa 11)
…
Ek aur Jagah Likhte hai : Agar Koi Ishaa ke Baad Namaz Taraveh aur Ramzaan ke Akheer me Tahajjud par Aiteraaz Kare toh Uska Jawaab Yeh hai ke Taraveh ka Yeh Tariqa (AWWAL WAQT ME PADHNA) Hazrat Umar Bin Khattab Rdh. ki Sunnat hai Jispar SahabaRdh.ka Ijma hai.Lekin Tahajjud Neend ki Baad Padhi Jaati hai Kyunke Nabi e Karim SAW ka Yahi Tareeqa tha.

(Sharah Zaad ul Mustaqna Lil Shanqeet: Jild 53 : Safa 8)
…
Conclusion (Khulaasa) : Yeh Baat Alhamdullilah Saabit Hochuki hai ke Namaz e Taraveh Alag Hai aur Namaz e Tahajjud Alag hai Kyunke Nabi e Karim SAW aur Unke Sahaba Rdh. ,Tabien , Tabe-tabien aur In Sab ke Pairiwi Karne Waali Aimma e Arba aur Unke Tamaam Muqallideen Ka Yahi Amal aur Hukum hai.